Samaj
aur Shiksha
Aao ek aadarsh samaj ka
nirman kare,samaj ke logo aapas me prem ka smaran kare,aapas me milkaR
ranchod bhagawan ka jagaran kare,subah subah hamesha apne isht dev ko
naman kare,samaj ko hame aage badhana hain,har nagrik ko hame josh me
lana hain,har bacce ko school me dakhila dena hain,aur ucca shiksha ka
gyan dilwana hain,har bacca padh likhakar ho jayega vidvan,aur apne
samaj aur parivar ko bana dega dhanwan,desh aur duniya me dilva dega
man aur samman,aise ban jayega samaj ka mahan inshan,aao hum sankalp
karwate hain ,ladka ho ya ladki sabhi ko shiksha dilwate hain,shiksha
ka dan hum dilwate hain,samaj ka name roshan karvate hain,